bewafa bewafa nahin hota
khatam ye faasla nahin hota
kuch toh majboriyaan rahi hongi
yun koi bewafa nahin hota
jii bahut chahta hai sach bolen
kya karen hausla nahin hota
jayda pii kar bahakane lagte hai
kam piyen toh nasha nahin hota
raat ka intezaar kaun kare
aaj kal din mein kya nahin hota
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment