Monday, June 22, 2009

unknown

maana ki mohbbat bhari nazar dil par gehra asar karti hai
usse pyar se dekh kar uss par koi jaadu kyun karun
mere liye yeh mumkin nahi ke main tera ban jaaun kabhi
toh phir main tujhse mohbbat ka izhar kyun karun

No comments:

Post a Comment