lucknow k nawab ki shayyiri
urdu ghazals, shayari.
Friday, June 26, 2009
faiz ahmed faiz ki shayyiri
›
raaz-e- ulfat chhupa ke dekh liya liya dil bohat kuch jala ke dekh liya aur kya dekhne ko baaki hai aap se dil laga ke dekh liya aas uss dar...
Thursday, June 25, 2009
firaq gorkhpuri ki shayyiri
›
kisi ka yun toh hua kaun umar bhar phir bhi ye husn-o-ishq toh dhokha hai sab magar phir bhi hazaar baar zamana idhar se guzra hai nayi nayi...
firaq gorkhpuri ki shayyiri
›
kisi se choot ke shaad aur kisi se mil ke ghamii 'firaq' teri muhbbat ka koi theek nahi yun hi-sa tha koi jisne mujhe mita dala na k...
firaq gorkhpuri ki shayyiri
›
daur-e-aflaaq ka shabab hai tu aaftabon ka aftaab hai tu roop aisa hasin jaise gunah khalq ka hasil-e-sawaab hai tu tujhse joban ujaali raat...
Majaz ki shayyiri
›
raashaa sa jo yaan dasto-girebaan mein dekha hindu mein na paaya na musalmaan mein dekha ? saf'faak[bereham] se yeh aabru yeh gazabnaaks...
firaq gorkhpuri ki shayyiri
›
tehon[layer] mein dil ke jahan koi vardaat hui hayat-e-taza se labrez qaynaat hui tumhi ne baayas-e-gham barhaa kiya darya'fat kaha toh ...
firaq gorkhpuri ki shayyiri
›
main hosh-e-anadil hun mushkil hai sambhal jaana ae baad-e-saba meri karwat toh badal jaana takdeer-e-muhbbat hun mushkil hai badal jaana sa...
Majaz ki shayyiri
›
partav[chayya]-e-sagar-e-sahbaa[madira] kya tha raat ik hashn[hangama] sa barpa kya tha kyun jawani ki mujhe yaad aayi maine ik khwab sa dek...
Majaz ki shayyiri
›
junoon shauq ab bhi kam nahi hai magar veh aaj bhi barham[khaffa] nahi hai bohat mushkil hai duniya ka sanwarna teri zulfon ka pecho kham na...
Majaz ki shayyiri
›
jigar aur dil ko bachana bhi hai nazar aap hi se milana bhi hai muhbbat ka har bhed paana bhi hai magar aapna daaman bachana bhi hai jo dil ...
Majaz ki shayyiri
›
nahi yeh fikr koi rahbare kaamil[guide] nahin milta koi duniya mein maanuse mijaz-e-dil nahin milta kabhi saahil pe rehkar shauq-e-tufan se ...
Majaz ki shayyiri
›
meri waffa ka tera lutf bhi jawab nahin mere shabab ki qeemat tera shabab nahin yeh mahtaab nahin hai ki aaftab nahin sabhi hai husn, magar ...
Majaz ki shayyiri
›
mujhse mat puuch "mere husn mein kya rakha hai" aankh se parde zulmat[andhkaar ka parda] utha rakha hai meri duniya ki mere gham s...
Majaz ki shayyiri
›
veh naqaab aap se uth jaaye toh kuch door nahin varna meri nigah shauq bhi majboor nahin khatir-e-ahl-e-nazar husn ko manzoor nahin iss mein...
Majaz ki shayyiri
›
apne dil ko donon aalam se utha sakta hun main kya samjhti ho ki tumko bhi bhuula sakta hun main kaun tumse chheen sakta hai mujhe, kya veha...
Majaz ki shayyiri
›
dekhna jazbe muhbbat ka asar aaj ki raat mere shaane pe hai uss shokh ka sar aaj ki raat aur kya chahiye ab ae dile mahruuh tujhe ussne dekh...
Majaz ki shayyiri
›
aish se be_niyaz hai hum log bekhude sozo saaj hain hum log jis taraf chaho chhed de humko tere haathon mein saaz hain hum log besabab iltfa...
Majaz ki shayyiri
›
seene mein unnke jalwe chhupaye huye toh hain hum apne dil ko tuur banaye huye toh hain tasir-e-jazbe shauq dikhaye huye toh hain hum tera h...
1 comment:
Majaz ki shayyiri
›
rahe shauq se ab hata chahta hun kashish husn ki dekhna chahta hun koi dil sa dard ashna chahta hun rahe ishq mein rehnuma chahta hun tumhi ...
Majaz ki shayyiri
›
khamshi ka toh naam hota hai varna yun bhi kalaam hota hai ishq ko puchta nahin koi husn ka ehtaram hota hai aankh se aankh jab nahin milti ...
Majaz ki shayyiri
›
nigahen lutf mat uth khugare aalam rehne de hamen nakaam rehna hai, hamen nakaam rehne de kisi masoom par bedaad ka ilzaam kya maayini ye ve...
Majaz ki shayyiri
›
yunhi baithe raho bas dard-e-dil se bekhabar ho kar bano kyun charogar tum, kya karoge chaargar ho kar dikha de ek din ae husnerangin jalwaa...
Majaz ki shayyiri
›
husn ko behizaab hona tha shauq ko kaamyab hona tha hizr mein kaif[masti]-e-iztraab na puuch khoon-e-dil bhi sharab hona tha tere jalwon mei...
faiz ahmed faiz ki shayyiri
›
barbaad-e-tamnna pe ataab[saza] aur jayada haan, meri muhbbat ka jawab aur jayada royen na abhi ahl nazar haal pe mere hona hai abhi mujh ko...
1 comment:
faiz ahmed faiz ki shayyiri
›
meri masti mein bhi ab hosh hi ka taur hai saaqi tere saagar mein yeh sahba[madira] nahi kuch aur hai saaqi bhadkti ja rahi hai dam-b-dam ik...
faiz ahmed faiz ki shayyiri
›
shaunq ke haathon ae dil-e-muztar kya hona hai kya hoga ishq toh ruswa ho hi chuka hai husn bhi kya ruswa hoga husn ki bazm-e-khaas mein ja ...
faiz ahmed faiz ki shayyiri
›
ab mere paas tum aayi ho toh kya aayi ho ? maine maana ki tum ik paikar raanai ho chaman dehar mein ruuh-e-chaman aaraai ho talaate mehar ho...
Majaz ki shayyiri
›
saazgar hai humdam inn dinon jahan apna ishq shaadma'an apna shauq kaamra'an[joyful] apna aahen be_asar kiski naalah-e-naarva kiska ...
Majaz ki shayyiri
›
aql ki satah se kuch aur ubhar jana tha ishq ko manzile pasti se guzar jana tha jalwe thay halkaaye har daame nazar se bahar maine har jalwe...
Majaz ki shayyiri
›
ashqui ja fizaan[refreshing] bhi hoti hai aur sabr aazma bhi hoti hai rooh hoti hai kaif parwar bhi aur dard aashna bhi hoti hai husn ko kar...
qateel shifai ki shayyiri
›
tum puucho aur main na bataun aise toh haalat nahin ek zara sa dil tuuta hai aur toh koi baat nahin kisko khabar thi sanwale baadal bin bars...
faiz ahmed faiz ki shayyiri
›
husn ik kaif-e-jaadvani hai aur jo cheez hai vo faani[nashvar] hai husn ke din bhi kaif parwar hai husn ki raat bhi suhani hai husn ki subah...
faiz ahmed faiz ki shayyiri
›
ashqui ja fizaan[refreshing] bhi hoti hai aur sabr aazma bhi hoti hai rooh hoti hai kaif parwar bhi aur dard aashna bhi hoti hai husn ko kar...
faiz ahmed faiz ki shayyiri
›
bas iss taqseer[apraadh] par apne muqaddar pe hai marr jaana tabssum ko tabssum kyun, nazar ko kyun nazar jaana khird[aqal] walon se husn-o-...
faiz ahmed faiz ki shayyiri
›
dil-e-khoon gashtaaye[gardish] zaffa pe kahin ab karam bhi giraan[costly] na ho jaaye tere bimaar ka khuda hafiz nazar-e-chara_giraan-upchaa...
unknown
›
dar ki daulaten bedaar ataa ho saaqi hum bahi khwah[gud wisher] sabhi ke hain bhala ho saaqi sakht jaan hi nahin hum khud saro_khuddar bhi h...
Majaz ki shayyiri
›
jazbe shaunq nahin shahpare parwaaz nahi lilaah alhamd ki veh baadgahe naaz nahi husn ki bazm bhi khilwat kadaye naaz nahi[pyar ka sansar] a...
unknown
›
na rehnuma na kisi rehguzar ko dekhte hain jidhar se teer chale hain udhar ko dekhte hain zabeeb-e-garm-b-tamkeene naaz kya kahiye ab fareb-...
Majaz ki shayyiri
›
yeh tirgi’ye[andhera] shab hi kuch subah taraaz aati khud vaada’aye fardaa ki chhati bhi dhadak jaati honton pe hansi paiham aate huye sharm...
unknown
›
shehr ki raat aur main nashad-o-nakaara phirun jagmgaati jaagti sadkon pe aawara phirun gaiir ki basti hai kab tak dar_badar maraa phirun ae...
1 comment:
iftikhaar arif ki shayyiri
›
mere khuda mujhe itna toh mo'atbar[trust-worthy] kar de main jis makaan mein rehta hun usse ghar kar de ye roshni ke ta'aqqub[to fol...
shamim jaipuri ki shayyiri
›
ba-waffai[fidelity] ki ada paane laga hun tujh mein ae jaffa-dost[unfaithful frd] ye kya dekh raha hun tujh mein tu dariya hai ke jiska koi ...
hamidi kashmiri ki shayyiri
›
pathar mein dhal raha hun dekho badal raha hun saahil-nashin kahan hain paani pe chal raha hun kaliyaan chatak rahi hain main haath mal raha...
irfan siddiqui ki shayyiri
›
badan ke donon kinaaron se jal raha hun main ke chhu raha hun tujhe, aur pighal rahaa hun main tujhi pe Khatm hai jaanaan mere zawaal[nadir]...
unknown
›
wajah ye nahi ki tum bure ho sakte nahi... wajah ye hai ki main acha samajhna chahti hoon. wajah ye nahi ki tum ne mujhko chaha nahi... waja...
unknown
›
jidhar bhi dekhti hoon tanhaai nazar aati hai aapke intzaar mein har shaam guzar jaati hai main kaise karun gila dil ke zakhmon se huzoor aa...
unknown
›
suno tum laut aao na woh dekho chand nikla hai sitare jagmagaye hain hamari muntazir aankhein duaein mangti ankhein tumhen ho sochti aankhen...
unknown
›
khel kar yun ungaliyon se baalon mein aur uljhaao na sawalon mein padhne wale toh padh hi lete hain dil ki sab dastan rumaalon mein gar haqi...
Wednesday, June 24, 2009
firaq gorkhpuri ki shayyiri
›
sham-e-gham kuch uss nigaah-e-naaz ki baaten karo bekhudi badhti chali hai raaz ki baaten karo yeh sukuut-e-naaz, yeh dil ki ragon ka tuutna...
unknown
›
hume unnhe chaha ye failsa hamara zindgi ka unnhe bhi hoti chahat agar toh kuch aur baat hoti
›
Home
View web version