lucknow k nawab ki shayyiri
urdu ghazals, shayari.
Friday, June 19, 2009
unknown
dard apnaata hai paraye kaun
kaun sunta hai aur sunaye kaun
kaun dohraye vo purani baat
gham abhi soya hai jagaye kaun
vo jo apne hain kya vo apne hain
kaun dukh jhele aazmaye kaun
ab sukoon hai toh bhoolne mein hai
lekin uss shaks ko bhulaye kaun
No comments:
Post a Comment
‹
›
Home
View web version
No comments:
Post a Comment