Sunday, June 7, 2009

faraz ki shayyiri


har adawat pe muhbbat ko saja kar milna
rasm-e-duniya hai haqiqat ko chhupa kar milna
tum isse pyar ka andaaz samjhte ho 'faraz'
usski aadat hai nigahon ko jhuka kar milna

No comments:

Post a Comment