Monday, June 22, 2009

unknown


adhure chand se fariyad toh karta hoga
vo mujhko zyada nahi par yaad toh karta hoga
bohat masruuf sahi din bhar magar phir bhi
vo tanhai mein kuch pal barbaad toh karta hoga

No comments:

Post a Comment