Monday, June 22, 2009

unknown

andhera roshni koi dhanpne har shaam aayega
kaho kya aashiqon ke sar sada illzam aayega
muhbbat ka yahi anjaam gar hona yaqini hai
bhala phir kaun ulfat ke tarane gungunayega
mere aansu nahi rukte hansi teri nahi thhamti
shrafat ka yahi kya aadmi inaam payega

No comments:

Post a Comment