ab toh uth sakta nahin aankhon se baar-e-intzaar
kis tarah kaate koi lail-o-nahaar-e-intzaar
unnki ulfat ka yaqiin ho unnke aane ki ummid
ho ye donon suraten tab hai bahaar-e-intzaar
unnke khat ki aarzu hai unnke aamad ka khayal
kis qadar phela hua hai karobar-e-intzaar
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


No comments:
Post a Comment