Saturday, April 25, 2009

"Daag" ki shayyiri

buuto ! deen-o-duniya mein kaafi hai mujhko
khuda ka bharosa, sahara tumhara
rukavat na hoti toh dil ek hota
tumhara hamara, hamara tumhara
suna hai kisi aur ko chahta hai
vo dushman hamara, vo pyara tumhara

No comments:

Post a Comment