agar hum door ho jaayen
kahin duniya mein kho jaayen
batao kiya karoge tum
hamen dhoondoge ya phir bhool jaaoge
hamen aawaz doge ya
kisi guzri kahani mein hamara naam likh doge
chalo aisa hi kar dena
tum bhi badal jana
hamen tum bhool hi jana
magar itni guzarish hai
hamara zikr jab aaye toh zara sa mukura dena !!!!!!!
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment