Sunday, June 7, 2009

unknown

teri nigah se aisi sharaab pii maine
ki phir na hosh ka dawa kiya kabbhi maine
vo aur honge jinhe maut aa gayi hogi
nigah-e-yaar se paayi hai zindgi maine

No comments:

Post a Comment