waqt ne yaad agar hum hissab lagayen
tumne sirf meri waffa par daag lagayen
kya pata kya dushmani thi unnki mere saath
jo hasta na dekh payi mujhe
de gaya kaanton ka guldasta
jab woh akhiri baar mujhse milne aaya
dekhte dekhte luut ke le gaya woh sab kuch
aur main barbadiyon ka gawah bhi na ban paya
likh raha hun phir dil behalne ke liye
jab jab hamen woh bewaffa yaad aaya
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment