Wednesday, June 10, 2009

unknown

humse waffa ke baare mein jo chahe puch lo
lekin waffa ki kya hai saza yeh na puchna
raste mein kaun mila yeh puchna shaunq se
kis kis ka saath choot gaya yeh na puchna
kya hamen zindgi ko diya sab ko hai khabar
kya zindgi ne humko diya yeh na puchna

No comments:

Post a Comment