aaj phir unnka samana hoga
kya pata usske baad kya hoga
aasmaan roa raha hai do din se
aap ne kuch kaha suna hoga
do qadam par sahi tera kuucha
ye bhi sadiyon ka faasala hogaa
ghar jalta hai raushni ke liye
koi mujhsa bhi dil jala hoga
Wednesday, June 17, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment