jab se ham tabaah ho gaye
tum jahaan_panaah ho gaye
husn par nikhar aa gaya
aaiine siyaah ho gaye
aandhiyon ko kuch pata nahin
ham bhi gard-e-raah ho gaye
dushmanon ko chitthiyan likkho
dost khair-khvaah ho gaye
Monday, June 15, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment