Wednesday, April 15, 2009

suman ji ki shayyiri

teri hansi se hans pada kyun aashman zamin...
itna asar to hamne na dekha kabhee kahin....
tum kyun na sabko chhod ke aa jate ab yaheen...
kuchh bujh sa gaya yahan hai roshni nahin....

No comments:

Post a Comment