kis ke kadamon mein hai toote paton ki sada
kaun hai iss ruut mein be-wajah siskane wala
tu toh chand hai roz badlta hai tera kya hai
main toh samandar hun abad tak na behkane wala
Saturday, January 17, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
urdu ghazals, shayari.
No comments:
Post a Comment