chaho Jo meri khataoon ki saza do mujhko
par Khata kya hai zara itna bata do mujhko
meine chaha tha tumhen aise tu aakhir kyun kar
inn wafaoon ke sile aisi wafa do mujhko
bhoolna tum ko hamare liye na_mumkin hai
jo ho sake tu sanam tum hi bhula do mujh ko
ab agar soch hi liya hai jo qata ka "SAAIR"
main marr hi jaaon koi aisi saza do mujhko
Sunday, January 4, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment