ajeeb shaks tha ….
woh raigzaron mein ek shajr-e-sayadar bhi tha
kisi ka dost na tha aur sab ka yaar bhi tha
tamam shehr jiski mohbbat ka qarzdar bhi tha
dukhi dilon ke liye aakhiri pukaar bhi tha
ajeeb shaks tha woh…….
woh nafraton mein bhi mohabbatein lutata raha
na_biina shehr mein binay'an ganwata raha
shehr bhar mein diye khoon se jalata raha
haaye afsos magar woh bhi jaan se jaata raha…....
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


No comments:
Post a Comment