tasveer banata hun tasveer nahin banti
ek khwab sa dekha hai taabir nahin banti
bedard muhbbat ka itna sa hai afsana
nazaron se mili nazaren main ho gaya diwana
ab dil ke behalane ki tadbeer nahin banti
dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao
tarasi hui aankhon ko phir shaql dikha jaao
mujhse toh meri bigadi taqadeer nahin banti
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


No comments:
Post a Comment