Saturday, June 20, 2009

unknown

aaj sukoon-e-dil haasil hua kisi ko bezaar-e-ishq dekh kar
jo nikala nahi chhat par hairat hui sar-e-bazaar dekh kar
aaj woh na_umiidi ki kiran liye phir raha hai dar-b-dar
kya maa'mla hua ki woh hausla pasht ho gaya ishq mein haar dekh kar..

No comments:

Post a Comment