Saturday, June 20, 2009

unknown

khwab mein hamko dekhe ja rahe hain
bhule hamko vo kidhar ja rahe hain
Justju kis ki kiye ja rahe hain
bhule hamko yaad vo aa rahe hain
ruuth kar hamse duur vo ja rahe hain
ajnabi ban kar vo mile ja rahe hain
khwabida[lost in one's dreams] lehar duur vo ja rahe hain
zoya[searcher] ban kar vo chale ja rahe hain
khwab-aavaar[sleep inducing] ghazal vo ga rahe hain
kuch khaffa se kyun nazar aa rahe hain
mukhtasar ek vo ghazal ga rahe hain
bhule sukan ko duur vo ja rahe hain

No comments:

Post a Comment