Thursday, June 18, 2009

unknown

main aap apni talaash mein hun
mera koi rehnuma nahin hai
woh kya dikhayenge raah mujhko
jinhen khud apna pata nahin hai
ye innke mandir, ye innki maszid
ye zaraparaston ki sajda_gahen
agar ye innke khuda ka ghar hai
toh inn mein mera khuda nahin hai

No comments:

Post a Comment