Monday, June 22, 2009

unknown

yeh mashgala hai kisi ka najaane kiya chahe
na faslon ko mitaye, na faisala chahe
meri bisaat hai kya main hun barg awara
udda ke le chale mujhko jahan hawa chahe
hazaron doobne wale bacha liye lekin
usse main kaise bachaun jo duubna chahe
jo apna chehra dikhata hai mehrabaan ban kar
uss aaine ki tarf kaun dakhna chahe....

No comments:

Post a Comment