Sunday, May 10, 2009

unknown

hazaron vaade sab uss ne iss surat se paale hain
kabhi mehndi lagai hai kabhi gesu sambhale hain
mareezon ka dam aankhon mein hai vo hai mehv-e-araish
vahan honto ki laali hai, yahan jaanon ke laale hain

No comments:

Post a Comment