bahut dil ko kushada kar liya kya ?
zamane bhar se vaada kar liya kya ?
toh kya sach much judai mujhse kar li ?
toh khud apne ko aadha kar liya kya....?
hunarmandi se apne dil ka saffa....
meri jaan, tumne saada kar liya kya?
bahut nazdeek aate ja rahe ho....
bichadne ka iraada kar liya kya....??
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


No comments:
Post a Comment