niyyat-e-shonk bhar na jaaye kahin
tu bhi dil se uttar na jaaye kahin
aaj dekha hai tujhko der ke baad
aaj ka din gujar na jaaye kahin
na mila kar uddas logo se
tu bhi uddas ho na jaaye kahin
aarju hai ki tum yaha aao
aur fir umar bhar na jaaye kahin
aao ! kuch der ro hi le mil kar
fir ye galaa bhar ke uttar na jaaye kahin
Thursday, January 8, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


No comments:
Post a Comment