hum har saans pe apni tumhara naam na le toh kehna
zindagi ke har pal mein tumhien basa na le to kehna
ik baar hamare saamne tum apna jalwa dikhlao to sahi
tumhien hamari mohabbat ki shammah pe shak hai to aazma ke dekhlo
aap bujh kar tumhari zindagi ko roshan na kar de toh kehna
tum ik baar hamari gali se guzro to sahi,
tumhari raah mein apni palkien bicha na de toh kehna
khushi mien nahin to apne gham mein hi sharik kar ke dekho
FATIR aap roke tumhien hassa na de toh kehna........................
Sunday, January 4, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


No comments:
Post a Comment