Saturday, January 17, 2009

faraz ki shayyiri

khwabon ki tarha tha na khayalon ki tarah tha
vo ilm riazi ke sawalon ki tarah tha
uljha hua aisa ke kabhi hal ho nahi paaya
suljha hua aisa ke misaalon ki tarha tha

No comments:

Post a Comment