Wednesday, April 15, 2009

abdulwahab ki shayyiri

tere dar pe phuncha hoon,dil thakan se choor hai
main kia karoon magar ye tere liae hi to majboor hai
ghunahoon ki kasrat main bhad gaya hoon is gadar
kyunki jaanta hoon laakh kuch ho wo bada gafoor hai
chaand sitare tere liae bane hain ,tu hi payega kiya roshni
kuch gumnaam galioon main,makeen bada mehsoor hai
ab badnamee main itna na badha apne pyaar ki 'abdulwahab'
tu to kuch aam sahi ye tere ishq main aashiq-e-ishq mashhoor hai

No comments:

Post a Comment